Namaskaar Dosto, is video mein maine aapse Realme X50 Pro 5G Smartphone ke baare mein baat ki hai aur share kiya hai isi Realme X50 Pro 5G Sartphone ka ek first look aur hands on Video jaha isi Realme X50 Pro 5G ki unboxing aap jaldi hi dekh payenge, yaha isi Realme X50 Pro mein 6.44" FHD+ Fluid AMOLED Screen hai Dual in display Selfie Camera ke saath jaha hai 90Hz refresh rate aur HDR10+ certification bhi hai. Isme hai Snapdragon 865 Octa Core processor saath mein hai 6GB/8GB/12GB LPDDR5 RAM aur 128GB/256GB ki UFS3.0 Internal Storage. Realme X50 Pro 5G mein Quad Rear camera setup 64MP Primary + 8MP UltraWide/Macro + 13MP Optical Zoom(20x Hybrid Zoom) + 2MP B/W Depth camera aur saath mein 32MP + 8MP UltraWide front facing camera. Realme X50 Pro mein 4200mAh ki battery hai SuperDART 65W Charger ke saath mein jaha yeh phone poora charge ho jayega sirf 35mins mein. Iske alawa isme hai Gorilla Glass 5 back design jaha looks kaafi kamaal hai. Realme X50 Pro 5G mein under display fingerprint scanner bhi hai. Realme X50 Pro 5G India mein Launch ho chuka hai aur Feb24th shaam 6 baje se sale pe available hai jo ban jaata hai India ka first 5G Smartphone. Main jaldi se aapke liye ek unboxing video bhi leke aaunga isi Realme X50 Pro 5G Smartphone ka ek surprise ke saath mein. Mujhe umeed hai ki aapko Realme X50 Pro 5G ki yeh First Look video pasand aayegi.
Realme X50 Pro Price in India: Realme X50 Pro 6GB + 128GB = 37,999INR Realme X50 Pro 8GB + 128GB = 39,999INR Realme X50 Pro 12GB + 256GB = 44,999INR
About : Technical Guruji is a YouTube Channel, where you will find technological videos in Hindi, New Video is Posted Everyday :)
realme X50 Pro 5G,realme X50 Pro 5G Unboxing,realme X50 Pro First Impressions,realme X50 Pro Camera,realme X50 Pro Battery,realme X50 Pro Android 10,Technical Guruji,Technicalguruji,Gaurav Chaudhary,Superdart Charging,65W Charging,Realme 5G Phone,First 5G Phone,iqoo 3,iqoo 3 5G,Realme UI,65 Watt Charging,Gaming,Realme X50 Pro Unboxing,Unboxing,Realme X50 Pro,Price in India,iPhone,Samsung,Mi Mix Alpha,5G in India,
0 Comments